(19) “Mai To Is Silsile Me Huzoor Sher Beshae Ahle Sunnat Ko Bilkul Bari Samjhta Hoon, Kyunki Unhone Ne Mehzare Ulma Me SadrushShariya K Mazaar Par Aakar Ke Ro-Ro K Mere Saamne Maafi Maangi”
(Ab Aur Kitna Jhooth Aur Ilzaam Lagaai’yega Hazrat Ji… Ab Maidan Me Aaiye… Aap Ka Jawaab Abdul Mustafa Sahab Ne De Diya... Hazrat Burhaan Raza Sahab Aur Hazrat Zartaab Raza Sahab Ne Aap Ko Munaazre Ka Challenge Kiya Hai… Ab Aaiye Maidan Me. Sach Farmaaya Aapne K Mai In Logon Se Nipat Nahi Sakta)
(20) “Wahaabio Se Mel Jol Rakhne Waala Sulehkulli Nahi”
(Gaaliban Kerala me Wahaabiyo ke Saath Aap Isi Liye Shareek Huey The…hazrat….)
(21) “Sulehkulli To Kaafir Hota Hai"
(Aur Us se Mohabbat Karne Waala Na Gumraah na sulhekulli,.. Sirf Faasiq” (Waah!!!)
(22) “Wahaabio, Deobandio ke Saath Khaana Peena, Mel Jol Rakhna……Zara Zara Si Baat hai”
(Baaz e Ash’hab Ke Gulaamon Se Ye Aankhein Phirni… Dekh… Ud Jaaye Na IMAAN Ka Tota Tera)
Hairat Hai, K Itna Kuchh Kehne Ke Baad Bhi Ziaul Mustafa Sahab Hi Theek Hain Aur Inse Ya Inke Ta’alluq Se Sawaal Karne Waale, Suboot Maangne Waale Ya Inke Jumlon Ka Jo Jawaab Dete Hain, Wahi Fasaadi… Waah! Waah !Kya Insaaf Hai…… Insaaf Ko Aawaaz Do Insaaf Kahaan Hai
Agar Itni Baatein Koi Aur Kehta To Us Par Na Jaane Kaun Kaun Sa Fatwa Lag Gaya Hota Lekin Afsos! Hazaar Baar Afsos!! K Allaama Ziaul Mustafa Sahab Ne Itna Sab Kuch Kaha, Lekin Koi Poochhne Waala Bhi Nahi Ke Aap Ne Aisa Kyun Kaha? Aap In Baaton Ka Suboot Kyun Nahi Pesh Karte? Kya Ek Saal Ke Andar Itni Badi Taadaad Me Itne bade bade Safed Jhoot Bolne Ki Wajeh Se Hi Log Aapko Kabeer Kehte Hain. "Laa’natullaahi Alal Kaazibeen."
Allama Ziaul Mustafa Sahab Ka Ek Letter, Jisey Log Bahot Aam Karte Hain…Ye Achchi Baat Nahi Hai… Un Logo Ko Aesa Nahi Karna Chaahiye…
(Wo Letter Ye Hai)